: Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar roye bohot hai hum.
woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar roye bohot hai hum.
laut aye to hain us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say aa kar roye bohot hai hum.
jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni.
us shamy wafa ka bhuja kar roye bohot hai hum.
jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar roye bohot hai hum.
kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar bacha kar roye bohot hai hum.
hosla tutnay ka ho to wafa karna kisi say .
yeh batain logon ko suna kar roye bohot hai hum.
phir yun hua kay ankhoon nay kayin rat jagay dekhay.
palkoon pay teri yaad bitha kar roye bohot hai hum.
wohi aj mujh say meray dard ki wajah chatha hai.
jis ki batain aoron ko suna kar roye bohot hai hum... :
Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.

un baghoon mai tanha ja kar roye bohot hai hum
.kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay.
magar sab say nazar bacha kar roye bohot hai hum.
hosla tutnay ka ho to wafa karna kisi say .
yeh batain logon ko suna kar roye bohot hai hum.
phir yun hua kay ankhoon nay kayin rat jagay dekhay.
palkoon pay teri yaad bitha kar roye bohot hai hum.
wohi aj mujh say meray dard ki wajah chatha hai.
jis ki batain aoron ko suna kar roye bohot hai hum... :
Ankhoon may kayi sapnay saja kar roye bohot hai hum.
dil ko nayi dunya dikha kar roye bohot hai hum.
woh badal gaya to pher li hum nay bhi nazar apni.
par us kay khatoon ko jala kar roye bohot hai hum.
laut aye to hain us ki mehfil say bacha kar ana apni.
par us ki bazm say aa kar roye bohot hai hum.
jisay kia tha roshan tamanhaon say hum nay apni
.us shamy wafa ka bhuja kar roye bohot hai hum.
jin kay saye mai ki thin hum nay kayin batain.
un baghoon mai tanha ja kar roye bohot hai hum.
kis qadar khoshi say kia hum dum ko rukhsat hum nay
.magar sab say nazar bacha kar roye bohot hai hum
.hosla tutnay ka ho to wafa karna kisi say .
yeh batain logon ko suna kar roye bohot hai hum.
phir yun hua kay ankhoon nay kayin rat jagay dekhay.
palkoon pay teri yaad bitha kar roye bohot hai hum.
wohi aj mujh say meray dard ki wajah chatha hai.
jis ki batain aoron ko suna kar roye bohot hai hum...
Wednesday, October 24, 2007
Tuesday, October 16, 2007
>>>>>>>>>HAQEQAT<<<<<<<<<
Waqt ne sari kahani hi badal dali,
Pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai,
Zakham kuch aise bhi apno ne diye hai mujhko,
Ab koi haath milata hai to dar lagta hai ,
***Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein,
kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
Zazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein,
ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha***

Thursday, October 4, 2007
"...Mujhe Mile Nafratein,teri Zindagi Mein Pyaar Rahe... .
..Khizaa Rahe Dur teri Hayaat Mein Bahar Rahe...
...Tere Honto Ki Ye Muskaan aur Aankho Ki Ye Chamak...
...teri Zindagi mei khushiya Yu Hi Barqarar Rahe...
...Tere Muskurate Hi Baagho Mein Phool Khil Jaye...
...Yaani Har Kali Ko tere Tabassum Ka Intezaar Rahe...
...Phool Ho tere Naseeb mei tu Jahan Bhi Kadam Badaye...
...Aur Dur teri Zindagi Se Sada Khaar Rahe...
.Dil Mangta Hai Fakat Khuda Se Ek Hi Duaa...
...Khushiyo Par tera Hamesha Ikhtiyaar Rahe..."

Subscribe to:
Posts (Atom)